-
Mere banay ki baat na poocho:
Note: This Qawwali sung for the first time in the twelfth century, written by Amir Khusro, is a song in the praise of Prophet Muhammad. The poet imagines the prophet as a bridegroom and himself as the lover and bride. The gist of Sufi with the oneness of the man and the lord, is evident and the perhaps the key of this poem.
Like any other sufi or baul music, this qawwali can be best enjoyed when singing along and clapping to the tune of the harmonium.
Album: Rung
Genre: Qawwali
Poet/Lyrics: Amir Khusrau
Performer: Manzoor Niazi & Troupe
Mere banay ki baat na poocho mera bana haryala hai
Mere banay ki baat na poocho mera bana haryala hai
(haryala: Fresh/Green)
Mere banay ki baat na poocho mera bana haryala hai
Khusrave khooban sarwari aalam taj e shafaa'at wala hai
(sarwari : Leadership; aalam: world/universe/beauty; Taj: Crown/Tiara; Shafaaat: Mediation, )
Manmohan bohot tere he daikhe, aisa to dekha na bhala banna
Donon jagat ko loot ke baitha phir bhi bhola bhala hai
Us pe nazar jab jam jaati hai, phir nahi jajta koi nazar mein
Jis ne nazar paayi hai oonchi, bus japta usiki mala hai
Husn ke charchay uske dam se, ronaq e aalam uske qadam se
Noor ke saanchay mein qudrat ne usko kuch aisa dhala hai
(husn:beauty; Noor: Bright/Light; Saancha: Mould; dhala:Mould)
Nabi waali sub uske barati, kis mein uski baat hai aati
Kaamil mera raj dulhara, sub se Alfaaz o aala hai
(Nabi: A Prophet; Waali: Chief/Governor; Kaamil: Absolute/Complete/Learned; Aala: Best/greatest; Alfaaz: Words;)
Friday, June 26, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment